Skip to main content

Posts

Featured

Kashti ... Iss Kashti mai savaar uss paar le chal... Jis paar bas tu, main aur khusiyan ho... Chappu chala tera saath dungi... Jab tak kinara pass na ho..aur hum saath ho... Behta paani meri asha... Behta rehne de... Jab tak aasmaan se takra na jaye yeh samandar... Tab tak kashti chala tu... Jab tak mil na paye apna jahan... tab tak kashti chala tu... ~S.K.

Latest posts